Latest News

Wednesday 20 July 2016

Sau Tarah Ke Lyrics – Dishoom






Kal subah sochenge jo aaj raat kiya
Kal subah gin lenge sari galtiyan
Tu mera abhi ho jaa na ajnabi
Phir hum milenge na kabhi

Kal subah chale jayenge hai ghar jayenge
Kal subah bole jo bhi bolega jahan

Tu mera abhi ho jaa na ajnabi
Phir hum milenge na kabhi

Sau tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai
Sau tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai
Tu kahe to jaan de doon
Kehne mein harz kya hain

Sau tarah ke rog le lun
Ishq ka marz kya hai

Bahon ko bahon mein de de tu jagah
Tujhse toh do pal ka matlab hai mera

Tere jaise hi mera bhi
Dil khudgarz sa hai (x2)

Tu kahe to jaan de doon
Kehne mein harz kya hain

Sau tarah ke rog le lun
Ishq ka marz kya hai

Sau tarah ke rog le lu
Ishq ka marz kya hai

Kal subah tak jhoota wala pyar karein
Kal subah tak jhoote waade char karein
Tu mera abhi ho jaa na ajnabi
Phir hum milenge na kabhi

Tu kahe to jaan de doon
Kehne mein harz kya hai

Sau tarah ke rog le lun
Ishq ka marz kya hai

No comments:

Post a Comment

Search This Blog

Popular Posts

Featured post